Zindgee pyaar kee do chaar gharee hotee hai

ज़िंदगी प्यार की दो चार घड़ी होती है
Work
Year
Language

ज़िंदगी प्यार की दो चार घड़ी होती है
चाहे थोड़ी भी हो ये उम्र बड़ी होती है

ताज या तख्त या दौलत हो ज़माने भर की
कौन सी चीज़ मुहब्बत से बड़ी होती है
ज़िंदगी …

दो मुहब्बत भरे दिल खाक धड़कते हो जहाँ
सबसे लम्बी वो मुहब्बत की घड़ी होती है
ज़िंदगी …

ziṅdgī pyār kī do chār ghaṛī hotī hai
chāhe thoṛī bhī ho ye umr baṛī hotī hai

tāj yā takht yā daulat ho zamāne bhar kī
kaun sī chīz muhabbat se baṛī hotī hai
ziṅdgī …

do muhabbat bhare dil khāk dhaṛakte ho jahāṇ
sabse lambī vo muhabbat kī ghaṛī hotī hai
ziṅdgī …