Zindgee men aap aae ho gaee duniyaa haseen

ज़िन्दगी में आप आए हो गई दुनिया हसीं
Work
Year
Language

मु: ज़िन्दगी में आप आए हो गई दुनिया हसीं
भर गया फूलों से दामन अब कमीं कोई नहीं
वा: ज़िन्दगी में आप …

मु: झूमकर यूँ आईं बहारें खिल गई दिल की हर कली
वा: प्यार ने आवाज़ देकर ये कहा आ मेरी गली
जिसको मैने दूर समझा क्‌या पता आज वो है यहीं
मु: ज़िन्दगी में आप …

वा: अब ना शिकवा है ना शिकायत दिल से दिल ऐसे मिले
मु: मुस्कराकर तुमने देखा मिट गए सारे गिले
प्यार ने हो तो ये दुनिया रहने के क़ाबिल ही नहीं
मु: ज़िन्दगी में आप …

mu: zindgī meṅ āp āe ho gaī duniyā hasīṅ
bhar gayā phūloṅ se dāman ab kamīṅ koī nahīṅ
vā: zindgī meṅ āp …

mu: jhūmkar yūṇ āīṅ bahāreṅ khil gaī dil kī har kalī
vā: pyār ne āvāz dekar ye kahā ā merī galī
jisko maine dūr samjhā k‌yā patā āj vo hai yahīṅ
mu: zindgī meṅ āp …

vā: ab nā śhikvā hai nā śhikāyat dil se dil aise mile
mu: muskrākar tumne dekhā miṭ gae sāre gile
pyār ne ho to ye duniyā rahne ke qābil hī nahīṅ
mu: zindgī meṅ āp …