Zindgee dene vaale sun

ज़िंदगी देने वाले सुन्
Year
Language

ज़िंदगी देने वाले सुन
तेरी दुनिया से दिल भर गया
मैं यहाँ जीते जी मर गया

रात कटती नहीं दिन गुज़रता नहीं
ज़ख़्म ऐसा दिया है के भरता नहीं
आँख वीरान है, दिल परेशान है, ग़म का सामान है
जैसे जादू कोई कर गया
ज़िंदगी देने वाले सुन …

बेख़ता तूने मुझ से खुशी छीन ली
ज़िंदा रखा मगर ज़िंदगी छीन ली
कर दिया दिल का खूँ, चुप कहाँ तक रहूँ, साफ़ क्‌यूँ ना कहूँ
तू खुशी से मेरी जल गया
ज़िंदगी देने वाले सुन …

ziṅdgī dene vāle sun
terī duniyā se dil bhar gayā
maiṅ yahāṇ jīte jī mar gayā

rāt kaṭtī nahīṅ din guzartā nahīṅ
zakhm aisā diyā hai ke bhartā nahīṅ
āṇkh vīrān hai, dil pareśhān hai, ġham kā sāmān hai
jaise jādū koī kar gayā
ziṅdgī dene vāle sun …

bekhtā tūne mujh se khuśhī chhīn lī
ziṅdā rakhā magar ziṅdgī chhīn lī
kar diyā dil kā khūṇ, chup kahāṇ tak rahūṇ, sāf k‌yūṇ nā kahūṇ
tū khuśhī se merī jal gayā
ziṅdgī dene vāle sun …