ज़िन्दगी की यही रीत है हार के बाद ही जीत है
ज़िन्दगी की यही रीत है हार के बाद ही जीत है -2
थोड़े आँसू हैं थोड़ी हँसी आज ग़म है तो कल है ख़ुशी
ज़िन्दगी की यही रीत …
ज़िन्दगी रात भी है सवेरा भी है ज़िन्दगी -2
ज़िन्दगी है सफ़र और बसेरा भी है ज़िन्दगी -2
इक पल दर्द का गाँव है दूसरा सुख भरी छाँव है
हर नए पल का नया गीत है
ज़िन्दगी की यही रीत …
ग़म का बादल जो छाए हम तो मुस्कराते रहें -2
अपनी आँखों में आशाओं के दीप जलाते रहें
आज बिगड़े तो कल फिर बने आज रूठे तो कल फिर मने
वक़्त भी जैसे इक मीत है
ज़िन्दगी की यही रीत …
zindgī kī yahī rīt hai hār ke bād hī jīt hai -2
thoṛe āṇsū haiṅ thoṛī hṇsī āj ġham hai to kal hai khuśhī
zindgī kī yahī rīt …
zindgī rāt bhī hai saverā bhī hai zindgī -2
zindgī hai safar aur baserā bhī hai zindgī -2
ik pal dard kā gāṇv hai dūsrā sukh bharī chhāṇv hai
har nae pal kā nayā gīt hai
zindgī kī yahī rīt …
ġham kā bādal jo chhāe ham to muskrāte raheṅ -2
apnī āṇkhoṅ meṅ āśhāoṅ ke dīp jalāte raheṅ
āj bigaṛe to kal phir bane āj rūṭhe to kal phir mane
vaqt bhī jaise ik mīt hai
zindgī kī yahī rīt …