ज़रा सी देर थी बाकी ... दिल की कहानी कहना तो चाहे
ज़रा सी देर थी बाकी बहार आने में
लगा दी आग मुक़द्दर ने आशियाने में
( दिल की कहानी कहना तो चाहे
हाय री क़िसमत कह न सके ) -2
आँखों से आँसू बहना तो चाहे
हाय री क़िसमत बह न सके
( ख़ामोश तारों, शब के नज़ारों
देखो मोहब्बत का अन्जाम देखो ) -2
( क़दमों में उनके रहना तो चाहे
हाय री क़िसमत रह न सके ) -2
दिल की कहानी कहना तो चाहे
हाय री क़िसमत कह न सके
( आँखों में पानी, होंठों पे नाले
मोहब्बत हुई है ग़मों के हवालों ) -2
( इक दिल हमारा और ग़म हज़ारों
हाय री क़िसमत सह न सके ) -2
दिल की कहानी कहना तो चाहे
हाय री क़िसमत कह न सके
zarā sī der thī bākī bahār āne meṅ
lagā dī āg muqaddar ne āśhiyāne meṅ
( dil kī kahānī kahnā to chāhe
hāy rī qismat kah na sake ) -2
āṇkhoṅ se āṇsū bahnā to chāhe
hāy rī qismat bah na sake
( khāmośh tāroṅ, śhab ke nazāroṅ
dekho mohabbat kā anjām dekho ) -2
( qadmoṅ meṅ unke rahnā to chāhe
hāy rī qismat rah na sake ) -2
dil kī kahānī kahnā to chāhe
hāy rī qismat kah na sake
( āṇkhoṅ meṅ pānī, hoṅṭhoṅ pe nāle
mohabbat huī hai ġhamoṅ ke havāloṅ ) -2
( ik dil hamārā aur ġham hazāroṅ
hāy rī qismat sah na sake ) -2
dil kī kahānī kahnā to chāhe
hāy rī qismat kah na sake