ज़रा रुक जा ऐ जल्दी क्या अभी प्यार मत करना
ज़रा रुक जा ऐ जल्दी क्या अभी प्यार मत करना
सबर का फल होता मीठा ये बात तुम मत भूलना
अचानक दिल से फूटा है मेरे प्यार का झरना
दिल तो दिल है करेगा ये जो भी इसको करना
झरना कहे ये मुझसे कहे के तुझसे दूर रहूं
दिल पे नहीं है काबू मेरा आखिर मैं क्या कहूं
ज़रा रुक जा …
कैसा सबर तुझे क्या खबर मेरा दिल सुलग रहा
इसकी दवा हमारा मिलन अब तो ना जाए सहा
ज़रा रुक जा …
मैं हूँ तेरा तू है मेरी करती है क्यूं नखरे
तू क्या जाने प्यार में होते भेद बड़े गहरे
ज़रा रुक जा …
zarā ruk jā ai jaldī kyā abhī pyār mat karnā
sabar kā phal hotā mīṭhā ye bāt tum mat bhūlnā
achānak dil se phūṭā hai mere pyār kā jharnā
dil to dil hai karegā ye jo bhī isko karnā
jharnā kahe ye mujhse kahe ke tujhse dūr rahūṅ
dil pe nahīṅ hai kābū merā ākhir maiṅ kyā kahūṅ
zarā ruk jā …
kaisā sabar tujhe kyā khabar merā dil sulag rahā
iskī davā hamārā milan ab to nā jāe sahā
zarā ruk jā …
maiṅ hūṇ terā tū hai merī kartī hai kyūṅ nakhre
tū kyā jāne pyār meṅ hote bhed baṛe gahre
zarā ruk jā …