Zaraa pyaar kar le baaboo ikraar kar le baaboo

ज़रा प्यार कर ले बाबू इकरार कर ले बाबू
Work
Year
Language

ज़रा प्यार कर ले बाबू
इकरार कर ले बाबू
सुन बात एक दिल दे के देख
मोहे एक बार बाबू
ज़रा प्यार कर ले
इकरार कर ले
ज़रा प्यार कर ले

ये रुत ये रंग ये गाने
तेरे लिये हैं दीवाने
चुपके से तू दिल में आ जा
फिर देख मज़ा जीने का
काली घटा को ठण्डी हवा को
तेरा इन्तज़ार बाबू

ज़रा प्यार कर ले
इकरार कर ले
ज़रा प्यार कर ले बाबू
सुन बात एक दिल दे के देख
मोहे एक बार बाबू
ज़रा प्यार कर ले
इकरार कर ले
ज़रा प्यार कर ले

आ जा गली में पलकों की
ठण्डी है छाँव ज़ुल्फ़ों की
आ मिल के जगायें जादू
होने दे नज़र बेक़ाबू
पड़ जाये धूम यही झूम-झूम
करे मन पुकारे बाबू

ज़रा प्यार कर ले
इकरार कर ले
ज़रा प्यार कर ले बाबू
सुन बात एक दिल दे के देख
मोहे एक बार बाबू
ज़रा प्यार कर ले
इकरार कर ले
ज़रा प्यार कर ले

( जल्दी से दिल में रख ले दिल
आ जाये प्यार की मन्ज़िल ) -2
( तू हमको तुझे हम चाहें
खुल जायें दिलों की राहें ) -2
गायें वो राग रुक जाये आज
जाती बहार बाबू

ज़रा प्यार कर ले
इकरार कर ले
ज़रा प्यार कर ले बाबू
सुन बात एक दिल दे के देख
मोहे एक बार बाबू
ज़रा प्यार कर ले
इकरार कर ले
ज़रा प्यार कर ले

zarā pyār kar le bābū
ikrār kar le bābū
sun bāt ek dil de ke dekh
mohe ek bār bābū
zarā pyār kar le
ikrār kar le
zarā pyār kar le

ye rut ye raṅg ye gāne
tere liye haiṅ dīvāne
chupke se tū dil meṅ ā jā
phir dekh mazā jīne kā
kālī ghaṭā ko ṭhaṇḍī havā ko
terā intazār bābū

zarā pyār kar le
ikrār kar le
zarā pyār kar le bābū
sun bāt ek dil de ke dekh
mohe ek bār bābū
zarā pyār kar le
ikrār kar le
zarā pyār kar le

ā jā galī meṅ palkoṅ kī
ṭhaṇḍī hai chhāṇv zulfoṅ kī
ā mil ke jagāyeṅ jādū
hone de nazar beqābū
paṛ jāye dhūm yahī jhūm-jhūm
kare man pukāre bābū

zarā pyār kar le
ikrār kar le
zarā pyār kar le bābū
sun bāt ek dil de ke dekh
mohe ek bār bābū
zarā pyār kar le
ikrār kar le
zarā pyār kar le

( jaldī se dil meṅ rakh le dil
ā jāye pyār kī manzil ) -2
( tū hamko tujhe ham chāheṅ
khul jāyeṅ diloṅ kī rāheṅ ) -2
gāyeṅ vo rāg ruk jāye āj
jātī bahār bābū

zarā pyār kar le
ikrār kar le
zarā pyār kar le bābū
sun bāt ek dil de ke dekh
mohe ek bār bābū
zarā pyār kar le
ikrār kar le
zarā pyār kar le