ज़रा नज़रों से कह दो जी निशाना चूक न जाये
ज़रा नज़रों से कह दो जी निशाना चूक न जाए
ज़रा नज़रों से कह दो जी
मज़ा जब है तुम्हारी हर अदा क़ातिल ही कहलाए
ज़रा नज़रों से…
क़ातिल तुम्हे पुकारूँ के जान-ए-वफ़ा कहूँ
हैरत में पड़ गया हूँ के मैं तुम को क्या कहूँ
ज़माना है तुम्हारा
ज़माना है तुम्हारा चाहे जिसकी ज़िंदगी ले लो
अगर मेरा कहा मानो तो ऐसे खेल न खेलो
तुम्हारी इस शरारत से न जाने किस की मौत आए
ज़रा नज़रों से…
हाय, कितनी मासूम लग रही हो तुम
तुमको ज़ालिम कहे वो झूठा है
ये भोलापन तुम्हारा
(ये भोलापन तुम्हारा ये शरारत और ये शोखी
ज़रूरत क्या तुम्हें तलवार की तीरों की खंजर की ) - (2)
नज़र भर के जिसे तुम देख लो वो खुद ही मर जाए
ज़रा नज़रों से…
हम पे क्यों इस क़दर बिगड़ती हो
छेड़ने वाले तुमको और भी हैं
बहारों पर करो गुस्सा उलझती हैं जो आँखों से
हवाओं पर करो गुस्सा जो टकराती हैं ज़ुल्फ़ों से
कहीं ऐसा न हो कोई तुम्हारा दिल भी ले जाए
ज़रा नज़रों से…
zarā nazroṅ se kah do jī niśhānā chūk na jāe
zarā nazroṅ se kah do jī
mazā jab hai tumhārī har adā qātil hī kahlāe
zarā nazroṅ se…
qātil tumhe pukārūṇ ke jān-e-vafā kahūṇ
hairat meṅ paṛ gayā hūṇ ke maiṅ tum ko kyā kahūṇ
zamānā hai tumhārā
zamānā hai tumhārā chāhe jiskī ziṅdgī le lo
agar merā kahā māno to aise khel na khelo
tumhārī is śharārat se na jāne kis kī maut āe
zarā nazroṅ se…
hāy, kitnī māsūm lag rahī ho tum
tumko zālim kahe vo jhūṭhā hai
ye bholāpan tumhārā
(ye bholāpan tumhārā ye śharārat aur ye śhokhī
zarūrat kyā tumheṅ talvār kī tīroṅ kī khaṅjar kī ) - (2)
nazar bhar ke jise tum dekh lo vo khud hī mar jāe
zarā nazroṅ se…
ham pe kyoṅ is qadar bigaṛtī ho
chheṛne vāle tumko aur bhī haiṅ
bahāroṅ par karo gussā ulajhtī haiṅ jo āṇkhoṅ se
havāoṅ par karo gussā jo ṭakrātī haiṅ zulfoṅ se
kahīṅ aisā na ho koī tumhārā dil bhī le jāe
zarā nazroṅ se…