Zamaane ne maare javaan kaise-kaise

ज़माने ने मारे जवाँ कैसे-कैसे
Year
Language

ज़माने ने मारे जवाँ कैसे-कैसे
ज़मीं खा गई आसमाँ कैसे-कैसे
पले थे जो कल रंग में धूल में
हुए दर-ब-दर कारवाँ कैसे-कैसे
ज़माने ने मारे …

हज़ारों के तन कैसे शीशे हों चूर
जला धूप में कितनी आँखों का नूर
चेहरे पे ग़म के निशाँ कैसे-कैसे
ज़माने ने मारे …

लहू बन के बहते वो आँसू तमाम
कि होगा इन्हीं से बहारों का नाम
बनेंगे अभी आशियाँ कैसे-कैसे
ज़माने ने मारे …

zamāne ne māre javāṇ kaise-kaise
zamīṅ khā gaī āsmāṇ kaise-kaise
pale the jo kal raṅg meṅ dhūl meṅ
hue dar-ba-dar kārvāṇ kaise-kaise
zamāne ne māre …

hazāroṅ ke tan kaise śhīśhe hoṅ chūr
jalā dhūp meṅ kitnī āṇkhoṅ kā nūr
chehre pe ġham ke niśhāṇ kaise-kaise
zamāne ne māre …

lahū ban ke bahte vo āṇsū tamām
ki hogā inhīṅ se bahāroṅ kā nām
baneṅge abhī āśhiyāṇ kaise-kaise
zamāne ne māre …