ज़माना हो गया फ़रियाद करते
ज़माना हो गया फ़रियाद करते -2
किसी बिछड़े हुए को याद करते
ज़माना हो गया …
ख़ुशी रोएगी दिल पागल होगा
अगर हम जानते ये हाल होगा
जवानी को यूँ ना बरबाद करते
ज़माना हो गया …
जुदा दुनिया ने उनसे कर दिया जब
ये दामन आँसुओं से भर दिया जब
दिल-ए-नाशाद क्या शाद करते
ज़माना हो गया …
कली उम्मीद की मुरझा रही है
यही हसरत मगर तड़पा रही है
वो आते और दिल आबाद करते
ज़माना हो गया …
zamānā ho gayā fariyād karte -2
kisī bichhaṛe hue ko yād karte
zamānā ho gayā …
khuśhī roegī dil pāgal hogā
agar ham jānte ye hāl hogā
javānī ko yūṇ nā barbād karte
zamānā ho gayā …
judā duniyā ne unse kar diyā jab
ye dāman āṇsuoṅ se bhar diyā jab
dil-e-nāśhād kyā śhād karte
zamānā ho gayā …
kalī ummīd kī murjhā rahī hai
yahī hasrat magar taṛpā rahī hai
vo āte aur dil ābād karte
zamānā ho gayā …