Yoon neend se vo jaan-e-chaman, jaag uthee hai

यूँ नींद से वो जान-ए-चमन, जाग उठी है
Year
Language

यूँ नींद से वो जान-ए-चमन जाग उठी है
परदेस मैं फिर याद-ए-वतन जाग उठी है
यूँ नींद से वो जान-ए-चमन…

फिर याद हमें आये हैं सावन के वो झूले
वो भूल गये हमको, उन्हें हम नहीं भूले
उन्हे हम नहीं भूले
इस दर्द के कांटों की चुभन जाग उठी है
परदेस में फिर याद-ए-वतन, जाग उठी है

हम लोग सयाने सही, दीवाने हैं लेकिन
बेगाने बहुत अच्छे हैं, बेगाने हैं लेकिन
बेगाने हैं लेकिन
बेगानो में अपनों की लगन, जाग उठी है
परदेस में फिर याद-ए-वतन जाग उठी है

इस शहर से था अच्छा बहुत अपना वो गाँव
पनघट है यहाँ कोई ना पीपल की वो छाँव
पश्चिम में वो पूरब की पवन जाग उठी है
परदेस में फिर याद-ए-वतन जाग उठी है

यूँ नींद से वो जान-ए-चमन…

yūṇ nīṅd se vo jān-e-chaman jāg uṭhī hai
pardes maiṅ phir yād-e-vatan jāg uṭhī hai
yūṇ nīṅd se vo jān-e-chaman…

phir yād hameṅ āye haiṅ sāvan ke vo jhūle
vo bhūl gaye hamko, unheṅ ham nahīṅ bhūle
unhe ham nahīṅ bhūle
is dard ke kāṅṭoṅ kī chubhan jāg uṭhī hai
pardes meṅ phir yād-e-vatan, jāg uṭhī hai

ham log sayāne sahī, dīvāne haiṅ lekin
begāne bahut achchhe haiṅ, begāne haiṅ lekin
begāne haiṅ lekin
begāno meṅ apnoṅ kī lagan, jāg uṭhī hai
pardes meṅ phir yād-e-vatan jāg uṭhī hai

is śhahar se thā achchhā bahut apnā vo gāṇv
panghaṭ hai yahāṇ koī nā pīpal kī vo chhāṇv
paśhchim meṅ vo pūrab kī pavan jāg uṭhī hai
pardes meṅ phir yād-e-vatan jāg uṭhī hai

yūṇ nīṅd se vo jān-e-chaman…