यूँ हसरतों के दाग़ मुहब्बत में धो लिये
यूँ हसरतों के दाग़, मुहब्बत में धो लिये
खुद दिल से दिल की बात कही, और रो लिये
यूँ…
घर से चले थे हम तो, खुशी की तलाश में -2
खुशी की तलाश में
ग़म राह में खड़े थे वही, साथ हो लिये
खुद दिल से दिल की बात कही, और रो लिये
यूँ…
मुरझा चुका है फिर भी ये दिल फूल ही तो है
हाँ फूल ही तो है
अब आप की ख़ुशी इसे काँटों में तोलिये
खुद दिल से दिल की बात कही, और रो लिये
यूँ …
होंठों को सी चुके तो, ज़माने ने ये कहा - 2
ज़माने ने ये कहा
ये चुप सी क्यों लगी है अजी, कुछ तो बोलिये
खुद दिल से दिल की बात कही, और रो लिये
यूँ…
yūṇ hasartoṅ ke dāġh, muhabbat meṅ dho liye
khud dil se dil kī bāt kahī, aur ro liye
yūṇ…
ghar se chale the ham to, khuśhī kī talāśh meṅ -2
khuśhī kī talāśh meṅ
ġham rāh meṅ khaṛe the vahī, sāth ho liye
khud dil se dil kī bāt kahī, aur ro liye
yūṇ…
murjhā chukā hai phir bhī ye dil phūl hī to hai
hāṇ phūl hī to hai
ab āp kī khuśhī ise kāṇṭoṅ meṅ toliye
khud dil se dil kī bāt kahī, aur ro liye
yūṇ …
hoṅṭhoṅ ko sī chuke to, zamāne ne ye kahā - 2
zamāne ne ye kahā
ye chup sī kyoṅ lagī hai ajī, kuchh to boliye
khud dil se dil kī bāt kahī, aur ro liye
yūṇ…