यूँ हसरतों के दाग मोहब्बत में धो लिये
यूँ हसरतों के दाग़ मोहब्बत में धो लिये
खुद दिल से दिल की बात कही और रो लिये
घर से चले थे हम तो खुशी की तलाश में
गम राह में खड़े थे वो ही साथ हो लिये
मुरझा चुका है फिर भी ये दिल फूल ही तो है
अब आप की खुशी इसे काँटों में तोलिये
होठों को सी चुके तो जमाने ने ये कहा
ये चुप सी क्यों लगी है अजी कुछ तो बोलिये
yūṇ hasartoṅ ke dāġh mohabbat meṅ dho liye
khud dil se dil kī bāt kahī aur ro liye
ghar se chale the ham to khuśhī kī talāśh meṅ
gam rāh meṅ khaṛe the vo hī sāth ho liye
murjhā chukā hai phir bhī ye dil phūl hī to hai
ab āp kī khuśhī ise kāṇṭoṅ meṅ toliye
hoṭhoṅ ko sī chuke to jamāne ne ye kahā
ye chup sī kyoṅ lagī hai ajī kuchh to boliye