Ye shaam kee tanhaaiyaan aise men teraa gham

ये शाम की तन्हाइयाँ ऐसे में तेरा ग़म्
Work
Year
Language

ये शाम की तन्हाइयाँ ऐसे में तेरा ग़म - 2
पत्ते कहीं खड़के हवा आई तो चौंके हम - 2
ये शाम की तन्हाइयाँ …

जिस राह से तुम आने को थे - 2
उस के निशाँ भी मिटने लगे - 2
आये न तुम सौ सौ दफ़ा आये गये मौसम - 2
ये शाम की तन्हाइयाँ …

सीने से लगा तेरी याद को - 2
रोती रही मैं रात को - 2
हालत पे मेरी चाँद तारे रो गये शबनम - 2
ये शाम की तन्हाइयाँ …

ye śhām kī tanhāiyāṇ aise meṅ terā ġham - 2
patte kahīṅ khaṛke havā āī to chauṅke ham - 2
ye śhām kī tanhāiyāṇ …

jis rāh se tum āne ko the - 2
us ke niśhāṇ bhī miṭne lage - 2
āye na tum sau sau dafā āye gaye mausam - 2
ye śhām kī tanhāiyāṇ …

sīne se lagā terī yād ko - 2
rotī rahī maiṅ rāt ko - 2
hālat pe merī chāṇd tāre ro gaye śhabnam - 2
ye śhām kī tanhāiyāṇ …