ये रात ये चाँदनी फिर कहाँ, सुन जा दिल की दास्तां
ये रात ये चाँदनी फिर कहाँ, सुन जा दिल की दास्तां
पेड़ों की शाखों पे सोयी सोयी चाँदनी
तेरे ख़यालों में खोयी खोयी चाँदनी
और थोड़ी देर में थक के लौट जाएगी
रात ये बहार की फिर कभी ना आएगी
दो एक पल और है ये समा
लहरों के होठों पे धीमा धीमा राग है
भीगी हवाओं में ठंडी ठंडी आग है
इस हसीन आग में तू भी जल के देख ले
जिंदगी के गीत की धून बदल के देख ले
खुलने दे अब धड़कनों की ज़बान
जाती बहारें हैं, उठती जवानीयाँ
तारों के छाँव में कह ले कहानियाँ
एक बार चल दिये गर तुझे पुकार के
लौटकर ना आयेंगे काफिले बहार के
आ जा अभी जिंदगी है जवां
ye rāt ye chāṇdnī phir kahāṇ, sun jā dil kī dāstāṅ
peṛoṅ kī śhākhoṅ pe soyī soyī chāṇdnī
tere khayāloṅ meṅ khoyī khoyī chāṇdnī
aur thoṛī der meṅ thak ke lauṭ jāegī
rāt ye bahār kī phir kabhī nā āegī
do ek pal aur hai ye samā
lahroṅ ke hoṭhoṅ pe dhīmā dhīmā rāg hai
bhīgī havāoṅ meṅ ṭhaṅḍī ṭhaṅḍī āg hai
is hasīn āg meṅ tū bhī jal ke dekh le
jiṅdgī ke gīt kī dhūn badal ke dekh le
khulne de ab dhaṛaknoṅ kī zabān
jātī bahāreṅ haiṅ, uṭhtī javānīyāṇ
tāroṅ ke chhāṇv meṅ kah le kahāniyāṇ
ek bār chal diye gar tujhe pukār ke
lauṭkar nā āyeṅge kāphile bahār ke
ā jā abhī jiṅdgī hai javāṅ