ये रात भीगी-भीगी ये मस्त फ़िज़ाएँ
म: ये रात भीगी-भीगी ये मस्त फ़िज़ाएँ
उठा धीरे-धीरे वो चाँद प्यारा-प्यारा
ल: क्यों आग सी लगा के गुमसुम है चाँदनी
सोने भी नहीं देता मौसम का ये इशारा
म: इठलाती हवा नीलम सा गगन
कलियों पे ये बेहोशी की नमी
ऐसे में भी क्यों बेचैन है दिल
जीवन में न जाने क्या है कमी
ल: क्यों आग सी लगा के …
म: ये रात भीगी-भीगी …
ल: जो दिन के उजाले में न मिला
दिल ढूँढे ऐसे सपने को
इस रात की जगमग में डूबी
मैं ढूँढ रही हूँ अपने को
म: ये रात भीगी-भीगी …
ल: क्यों आग सी लगा के …
म: ऐसे में कहीं क्या कोई नहीं
भूले से जो हमको याद करे
ल: इक हल्की सी मुस्कान से जो
सपनों का जहाँ आबाद करे
म: ये रात भीगी-भीगी …
ma: ye rāt bhīgī-bhīgī ye mast fizāeṇ
uṭhā dhīre-dhīre vo chāṇd pyārā-pyārā
la: kyoṅ āg sī lagā ke gumsum hai chāṇdnī
sone bhī nahīṅ detā mausam kā ye iśhārā
ma: iṭhlātī havā nīlam sā gagan
kaliyoṅ pe ye behośhī kī namī
aise meṅ bhī kyoṅ bechain hai dil
jīvan meṅ na jāne kyā hai kamī
la: kyoṅ āg sī lagā ke …
ma: ye rāt bhīgī-bhīgī …
la: jo din ke ujāle meṅ na milā
dil ḍhūṇḍhe aise sapne ko
is rāt kī jagamag meṅ ḍūbī
maiṅ ḍhūṇḍh rahī hūṇ apne ko
ma: ye rāt bhīgī-bhīgī …
la: kyoṅ āg sī lagā ke …
ma: aise meṅ kahīṅ kyā koī nahīṅ
bhūle se jo hamko yād kare
la: ik halkī sī muskān se jo
sapnoṅ kā jahāṇ ābād kare
ma: ye rāt bhīgī-bhīgī …