ये प्यार की बातें ये सफ़र भुल न जाना
ये प्यार की बातें
ये प्यार की बातें ये सफ़र भूल न जाना
दिल छीन के जाते हो किधर भूल न जाना
भूल न जाना
दिल छीन के जाते हो किधर भूल न जाना
ये प्यार की बातें
जब हमने किया दिल को मुहब्बत के हवाले - 2
शर्मीली निगाहों से हमें देखने वाले
जो तीर चलाया है इधर भूल न जाना
भूल न जाना
जो तीर चलाया है इधर भूल न जाना
ये प्यार की बातें
हमने किसी उम्मीद से दिल तुमको दिया है
दिल तुमको दिया है
अरमान भरे दिल से तुम्हें प्यार किया है
प्यार किया है
देखो ये मुहब्बत का सफ़र भूल न जाना
भूल न जाना
देखो ये मुहब्बत क सफ़र भूल न जाना
ये प्यार की बातें
हो जाये ना दुनिया कहीं बरबाद हमारी - 2
है तुझको कसम रखना ज़रा याद हमारी
जो दिल को चुराया है इधर भूल न जाना
भूल न जाना
जो दिल को चुराया है इधर भूल न जाना
ये प्यार की बातें
ये प्यार की बातें ये सफ़र भूल न जाना
दिल छीन के जाते हो किधर भूल न जाना
ये प्यार की बातें
ye pyār kī bāteṅ
ye pyār kī bāteṅ ye safar bhūl na jānā
dil chhīn ke jāte ho kidhar bhūl na jānā
bhūl na jānā
dil chhīn ke jāte ho kidhar bhūl na jānā
ye pyār kī bāteṅ
jab hamne kiyā dil ko muhabbat ke havāle - 2
śharmīlī nigāhoṅ se hameṅ dekhne vāle
jo tīr chalāyā hai idhar bhūl na jānā
bhūl na jānā
jo tīr chalāyā hai idhar bhūl na jānā
ye pyār kī bāteṅ
hamne kisī ummīd se dil tumko diyā hai
dil tumko diyā hai
armān bhare dil se tumheṅ pyār kiyā hai
pyār kiyā hai
dekho ye muhabbat kā safar bhūl na jānā
bhūl na jānā
dekho ye muhabbat ka safar bhūl na jānā
ye pyār kī bāteṅ
ho jāye nā duniyā kahīṅ barbād hamārī - 2
hai tujhko kasam rakhnā zarā yād hamārī
jo dil ko churāyā hai idhar bhūl na jānā
bhūl na jānā
jo dil ko churāyā hai idhar bhūl na jānā
ye pyār kī bāteṅ
ye pyār kī bāteṅ ye safar bhūl na jānā
dil chhīn ke jāte ho kidhar bhūl na jānā
ye pyār kī bāteṅ