Ye meraa deevaanaapan hai, yaa muhabbat kaa suroor

ये मेरा दीवानापन है, या मुहब्बत का सुरूर्
Work
Year
Language

दिल से तुझको बेदिली है, मुझको है दिल का गुरूर
तू ये माने के न माने, लोग मानेंगे ज़ुरूर

ये मेरा दीवानापन है, या मुहब्बत का सुरूर
तू न पहचाने तो है ये, तेरी नज़रों का क़ुसूर
ये मेरा दीवानापन है …

दिल को तेरी ही तमन्ना, दिल को है तुझसे ही प्यार
चाहे तू आए न आए, हम करेंगे इंतज़ार
ये मेरा दीवानापन है …

ऐसे वीराने में इक दिन, घुट के मर जाएंगे हम
जितना जी चाहे पुकारो, फिर नहीं आएंगे हम
ये मेरा दीवानापन है …

dil se tujhko bedilī hai, mujhko hai dil kā gurūr
tū ye māne ke na māne, log māneṅge zurūr

ye merā dīvānāpan hai, yā muhabbat kā surūr
tū na pahchāne to hai ye, terī nazroṅ kā qusūr
ye merā dīvānāpan hai …

dil ko terī hī tamannā, dil ko hai tujhse hī pyār
chāhe tū āe na āe, ham kareṅge iṅtazār
ye merā dīvānāpan hai …

aise vīrāne meṅ ik din, ghuṭ ke mar jāeṅge ham
jitnā jī chāhe pukāro, phir nahīṅ āeṅge ham
ye merā dīvānāpan hai …