Ye mausam aur ye tanhaaee

ये मौसम और ये तन्हाई
Work
Year
Language

ये मौसम और ये तन्हाई ज़रा दम भर को आ जाओ
यही मौका है मिलने का लगी दिल की बुझा जाओ
यही मौका है मिलने का

बड़ी मुशकिल से मैं ने आज दिल के तार छेड़े हैं
इन्हीं तारों पे तुम आकर कोई नग़मा सुना जाओ
ये मौसम और ये तन्हाई

यहाँ हर चीज़ खाली है मुहब्बत के सिवा प्यारे
ये दुनिया आनी जानी है, ज़रा हँस लो हँसा जाओ
यही मौका है मिलने का

ye mausam aur ye tanhāī zarā dam bhar ko ā jāo
yahī maukā hai milne kā lagī dil kī bujhā jāo
yahī maukā hai milne kā

baṛī muśhkil se maiṅ ne āj dil ke tār chheṛe haiṅ
inhīṅ tāroṅ pe tum ākar koī naġhmā sunā jāo
ye mausam aur ye tanhāī

yahāṇ har chīz khālī hai muhabbat ke sivā pyāre
ye duniyā ānī jānī hai, zarā hṇs lo hṇsā jāo
yahī maukā hai milne kā