Ye lo main haaree piyaa, huee teree jeet re

ये लो मैं हारी पिया, हुई तेरी जीत रे
Work
Year
Language

ये लो मैं, ये लो मैं

ये लो मैं हारी पिया, हुई तेरी जीत रे
काहे का झगड़ा बालम, नई नई प्रीत रे
ये लो मैं…

नये नये दो नैन मिले हैं - (2)
नई मुलाकात है
मिलते ही तुम रूठ गये जी
ये भी कोई बात है - (2)
जाओ जी माफ़ किया
तू ही मेरा मीत रे
काहे का झगड़ा …

हुई तिहारी संग चलोजी- (2)
बैयाँ मेरी थामके
बाँध बलम किस्मत की डोरी
संग तेरे नामके - (2)
लड़ते ही लड़ते मौसम
जाये नहीं बीत रे
काहे का झगड़ा …

चले किधर को बोलो बाबू - (2)
सपनों को लूट के
हाय राम जी रह नहीं पाये
दिल मेरा टूटके - (2)
????
????
काहे का झगड़ा …

ये लो मैं हारी पिया …

ye lo maiṅ, ye lo maiṅ

ye lo maiṅ hārī piyā, huī terī jīt re
kāhe kā jhagaṛā bālam, naī naī prīt re
ye lo maiṅ…

naye naye do nain mile haiṅ - (2)
naī mulākāt hai
milte hī tum rūṭh gaye jī
ye bhī koī bāt hai - (2)
jāo jī māf kiyā
tū hī merā mīt re
kāhe kā jhagaṛā …

huī tihārī saṅg chalojī- (2)
baiyāṇ merī thāmke
bāṇdh balam kismat kī ḍorī
saṅg tere nāmke - (2)
laṛte hī laṛte mausam
jāye nahīṅ bīt re
kāhe kā jhagaṛā …

chale kidhar ko bolo bābū - (2)
sapnoṅ ko lūṭ ke
hāy rām jī rah nahīṅ pāye
dil merā ṭūṭke - (2)
????
????
kāhe kā jhagaṛā …

ye lo maiṅ hārī piyā …