ये कौन हँसा किसने सितारों को हँसाया
ये कौन …
ये कौन हँसा किसने सितारों को हँसाया
चुपके से मेरे नैनों की गलियों में आया
ये कौन …
ये कौन हँसा किसने सितारों को हँसाया
चुपके से मेरे नैनों की गलियों में आया
ये कौन …
रहता है मेरी आँखों में आशाओं का मेला -2
सपनों में हुआ करता है बालम से झमेला, होय
सपनों में हुआ करता है बालम से झमेला
नैनों की मधुर बीना पे
नैनों की मधुर बीना पे क्या राग सुनाया
चुपके से मेरे नैनों की गलियों में आया
ये कौन …
ये कौन हँसा किसने सितारों को हँसाया
चुपके से मेरे नैनों की गलियों में आया
ये कौन …
भाती नहीं है अब मुझे सावन की जवानी -2
होंठों पे सदा रहती है साजन की कहानी, होय
होंठों पे सदा रहती है साजन की कहानी
इस प्रेम मिलन ने
इस प्रेम मिलन ने मुझे दीवाना बनाया
चुपके से मेरे नैनों की गलियों में आया
ये कौन …
ये कौन हँसा किसने सितारों को हँसाया
चुपके से मेरे नैनों की गलियों में आया
ये कौन …
ye kaun …
ye kaun hṇsā kisne sitāroṅ ko hṇsāyā
chupke se mere nainoṅ kī galiyoṅ meṅ āyā
ye kaun …
ye kaun hṇsā kisne sitāroṅ ko hṇsāyā
chupke se mere nainoṅ kī galiyoṅ meṅ āyā
ye kaun …
rahtā hai merī āṇkhoṅ meṅ āśhāoṅ kā melā -2
sapnoṅ meṅ huā kartā hai bālam se jhamelā, hoy
sapnoṅ meṅ huā kartā hai bālam se jhamelā
nainoṅ kī madhur bīnā pe
nainoṅ kī madhur bīnā pe kyā rāg sunāyā
chupke se mere nainoṅ kī galiyoṅ meṅ āyā
ye kaun …
ye kaun hṇsā kisne sitāroṅ ko hṇsāyā
chupke se mere nainoṅ kī galiyoṅ meṅ āyā
ye kaun …
bhātī nahīṅ hai ab mujhe sāvan kī javānī -2
hoṅṭhoṅ pe sadā rahtī hai sājan kī kahānī, hoy
hoṅṭhoṅ pe sadā rahtī hai sājan kī kahānī
is prem milan ne
is prem milan ne mujhe dīvānā banāyā
chupke se mere nainoṅ kī galiyoṅ meṅ āyā
ye kaun …
ye kaun hṇsā kisne sitāroṅ ko hṇsāyā
chupke se mere nainoṅ kī galiyoṅ meṅ āyā
ye kaun …