ये कौन आया के मेरे दिल की दुनिया में बहार आई
ओह हो हो हो हो हो हो हो
त र र रम त र र र रम
ह ह ह ह
त र र रम त र र र रम
ये कौन आया
( ये कौन आया
के मेरे दिल की दुनिया में बहार आई ) -2
ये कौन आया
अचानक ये मेरे हाथों में
किसका हाथ आया है
न मैं जानूँ न दिल जाने
वो अपना या पराया है
ये कौन आया
के मैं अपनी ही धड़कन
सुन के शरमाया
ये कौन आया
के मेरे दिल की दुनिया में बहार आई
ये कौन आया
दुल्हन बन के जवानी की
उमंगें गुनगुनाती हैं
बता है कौन आँखों में
के आँखें मुस्कुराती हैं
बिखर के किसकी बाँहों से
ये मेरी ज़ुल्फ़ लहराई
ये कौन आया
ये कौन आया
के मेरे दिल की दुनिया में बहार आई
ये कौन आया
oh ho ho ho ho ho ho ho
ta ra ra ram ta ra ra ra ram
ha ha ha ha
ta ra ra ram ta ra ra ra ram
ye kaun āyā
( ye kaun āyā
ke mere dil kī duniyā meṅ bahār āī ) -2
ye kaun āyā
achānak ye mere hāthoṅ meṅ
kiskā hāth āyā hai
na maiṅ jānūṇ na dil jāne
vo apnā yā parāyā hai
ye kaun āyā
ke maiṅ apnī hī dhaṛkan
sun ke śharmāyā
ye kaun āyā
ke mere dil kī duniyā meṅ bahār āī
ye kaun āyā
dulhan ban ke javānī kī
umaṅgeṅ gungunātī haiṅ
batā hai kaun āṇkhoṅ meṅ
ke āṇkheṅ muskurātī haiṅ
bikhar ke kiskī bāṇhoṅ se
ye merī zulf lahrāī
ye kaun āyā
ye kaun āyā
ke mere dil kī duniyā meṅ bahār āī
ye kaun āyā