ये जो चिलमन है, दुशमन है हमारी
ये जो चिलमन है दुश्मन है हमारी - 2
बड़ी शर्मीली, बड़ी शर्मीली दुल्हन है हमारी
दूसरा और कोई यहाँ क्यूँ रहे - 2
हुस्न और इश्क़ के दरमियां क्यूँ रहे
दरमियां क्यूँ रहे
ये यहाँ क्यूँ रहे
हां जी हां क्यूँ रहे
ये जो आंचल है शिकवा है हमारा
क्यूँ छुपता है चेहरा ये तुम्हारा
ये जो …
कैसे दीदार-ए-आशिक़ तुम्हारा करे
रूखे रोशन का कैसे नज़ारा करे
हां नज़ारा करे
हो इशारा करे
हां पुकारा करे
ये जो गेसू हैं बादल हैं क़सम से
कैसे बिखरे है गालों पे सनम के
ये जो …
रुख से परदा ज़रा जो सरकने लगा
उफ़ ये कम्बख्त दिल क्यूँ मचलने लगा
क्यूँ मचलने लगा - 2
हां तड़पने लगा
… ???? …
ye jo chilman hai duśhman hai hamārī - 2
baṛī śharmīlī, baṛī śharmīlī dulhan hai hamārī
dūsrā aur koī yahāṇ kyūṇ rahe - 2
husn aur iśhq ke darmiyāṅ kyūṇ rahe
darmiyāṅ kyūṇ rahe
ye yahāṇ kyūṇ rahe
hāṅ jī hāṅ kyūṇ rahe
ye jo āṅchal hai śhikvā hai hamārā
kyūṇ chhuptā hai chehrā ye tumhārā
ye jo …
kaise dīdār-e-āśhiq tumhārā kare
rūkhe rośhan kā kaise nazārā kare
hāṅ nazārā kare
ho iśhārā kare
hāṅ pukārā kare
ye jo gesū haiṅ bādal haiṅ qasam se
kaise bikhre hai gāloṅ pe sanam ke
ye jo …
rukh se pardā zarā jo sarakne lagā
uf ye kambakht dil kyūṇ machalne lagā
kyūṇ machalne lagā - 2
hāṅ taṛapne lagā
… ???? …