ये झूमते नज़ारे तुम पास हो हमारे
हे: ये झूमते नज़ारे तुम पास हो हमारे
कहती हैं कुछ निगाहें समझो ज़रा इशारे
ल: ये राह तो नई है जाने कहाँ गई है
डर लागे हाय कैसे मैं चलूँ संग तुम्हारे …
हे: कहता है बहार का मस्ती भरा समाँ
आँखों में आँखें डाल के सुन दिल की दास्ताँ
ल: बाहें गले में डाल दूँ दिल चाहता तो है
फिर सोचती हूँ कर ना दे बदनाम ये जहाँ
ह: कुछ भी कहे ज़माना बातों में तुम न आना
तुमको किसीका डर क्या मैं साथ हूँ तुम्हारे …
ल: अपना बनाके साजना मुँह मोड़ना नहीं
समझा जिस को प्यार मैं धोखा न हो कहीं
हे: दिल तो तुम्हारा हो चूका हाज़िर है जान भी
इक बार मेरे प्यार का कर लो ज़रा यकीं
ल: ऐसा ना मुँह से बोलिये हम तो तुम्हारे हो लिये
लो हाथ दे दिया है अब हाथ में तुम्हारे …
हे/ल: आ आ आ आ आ आ
he: ye jhūmte nazāre tum pās ho hamāre
kahtī haiṅ kuchh nigāheṅ samjho zarā iśhāre
la: ye rāh to naī hai jāne kahāṇ gaī hai
ḍar lāge hāy kaise maiṅ chalūṇ saṅg tumhāre …
he: kahtā hai bahār kā mastī bharā samāṇ
āṇkhoṅ meṅ āṇkheṅ ḍāl ke sun dil kī dāstāṇ
la: bāheṅ gale meṅ ḍāl dūṇ dil chāhtā to hai
phir sochtī hūṇ kar nā de badnām ye jahāṇ
ha: kuchh bhī kahe zamānā bātoṅ meṅ tum na ānā
tumko kisīkā ḍar kyā maiṅ sāth hūṇ tumhāre …
la: apnā banāke sājnā muṇh moṛnā nahīṅ
samjhā jis ko pyār maiṅ dhokhā na ho kahīṅ
he: dil to tumhārā ho chūkā hāzir hai jān bhī
ik bār mere pyār kā kar lo zarā yakīṅ
la: aisā nā muṇh se boliye ham to tumhāre ho liye
lo hāth de diyā hai ab hāth meṅ tumhāre …
he/la: ā ā ā ā ā ā