Ye jameen gaa rahee hai, aasmaan gaa rahaa hai

ये जमीं गा रही है, आसमां गा रहा है
Work
Year
Language

ये ज़मीं गा रही है, आसमां गा रहा है
साथ मेरे ये सारा जहां गा रहा है

शोख कलियों के घूँघट सरकने लगे हैं
मस्त फूलों के दिल भी धड़कने लगे हैं
ये बहारों का दिलकश समा गा रहा है

झूमकर परबतों पे घटा छा रही है
प्यार की उम्र शायद करीब आ रही है
मेरा दिल प्यार की ये दासतां गा रहा है

भूल कर राह कोई हसीं आ ना जाए
इस जगह कोई परदानशीं आ ना जाए
इस जगह आज एक नौजवान गा रहा है

ye zamīṅ gā rahī hai, āsmāṅ gā rahā hai
sāth mere ye sārā jahāṅ gā rahā hai

śhokh kaliyoṅ ke ghūṇghaṭ sarakne lage haiṅ
mast phūloṅ ke dil bhī dhaṛakne lage haiṅ
ye bahāroṅ kā dilkaśh samā gā rahā hai

jhūmkar parabtoṅ pe ghaṭā chhā rahī hai
pyār kī umr śhāyad karīb ā rahī hai
merā dil pyār kī ye dāstāṅ gā rahā hai

bhūl kar rāh koī hasīṅ ā nā jāe
is jagah koī pardānśhīṅ ā nā jāe
is jagah āj ek naujvān gā rahā hai