Ye dil tum bin kaheen lagtaa naheen, ham k‌yaa karen

ये दिल तुम बिन कहीं लगता नहीं, हम क्‌या करें
Work
Year
Language

लता: ये दिल तुम बिन, कहीं लगता नहीं, हम क्‌या करें
ये दिल तुम बिन, कहीं लगता नहीं, हम क्‌या करें
तसव्वुर में कोई बसता नहीं, हम क्‌या करें
तुम्ही कह दो, अब ऐ जानेवफ़ा, हम क्‌या करें

रफ़ी: लुटे दिल में दिया जलता नहीं, हम क्‌या करें
तुम्ही कह दो, अब ऐ जाने-अदा, हम क्‌या करें

लता: ये दिल तुम बिन, कहीं लगता नहीं, हम क्‌या करें

किसी के दिल में बस के दिल को, तड़पाना नहीं अच्छा - 2
निगाहों को छलकते देख के छुप जाना नहीं अच्छा,
उम्मीदों के खिले गुलशन को, झुलसाना नहीं अच्छा
हमें तुम बिन, कोई जंचता नहीं, हम क्‌या करें,
तुम्ही कह दो, अब ऐ जानेवफ़ा, हम क्‌या करें

रफ़ी: लुटे दिल में दिया जलता नहीं, हम क्‌या करें

मुहब्बत कर तो लें लेकिन, मुहब्बत रास आये भी - 2
दिलों को बोझ लगते हैं, कभी ज़ुल्फ़ों के साये भी
हज़ारों ग़म हैं इस दुनिया में, अपने भी पराये भी
मुहब्बत ही का ग़म तन्हा नहीं, हम क्‌या करें
तुम्ही कह दो, अब ऐ जाने-अदा, हम क्‌या करें

लता: ये दिल तुम बिन, कहीं लगता नहीं, हम क्‌या करें

बुझा दो आग दिल की, या इसे खुल कर हवा दे दो - 2
रफ़ी: जो इसका मोल दे पाये, उसे अपनी वफ़ा दे दो
लता: तुम्हारे दिल में क्‌या है बस, हमें इतना पता दे दो,
के अब तन्हा सफ़र कटता नहीं, हम क्‌या करें
रफ़ी: लुटे दिल में दिया जलता नहीं, हम क्‌या करें
लता: ये दिल तुम बिन, कहीं लगता नहीं, हम क्‌या करें

latā: ye dil tum bin, kahīṅ lagtā nahīṅ, ham k‌yā kareṅ
ye dil tum bin, kahīṅ lagtā nahīṅ, ham k‌yā kareṅ
tasavvur meṅ koī bastā nahīṅ, ham k‌yā kareṅ
tumhī kah do, ab ai jānevafā, ham k‌yā kareṅ

rafī: luṭe dil meṅ diyā jaltā nahīṅ, ham k‌yā kareṅ
tumhī kah do, ab ai jāne-adā, ham k‌yā kareṅ

latā: ye dil tum bin, kahīṅ lagtā nahīṅ, ham k‌yā kareṅ

kisī ke dil meṅ bas ke dil ko, taṛpānā nahīṅ achchhā - 2
nigāhoṅ ko chhalakte dekh ke chhup jānā nahīṅ achchhā,
ummīdoṅ ke khile gulaśhan ko, jhulsānā nahīṅ achchhā
hameṅ tum bin, koī jaṅchtā nahīṅ, ham k‌yā kareṅ,
tumhī kah do, ab ai jānevafā, ham k‌yā kareṅ

rafī: luṭe dil meṅ diyā jaltā nahīṅ, ham k‌yā kareṅ

muhabbat kar to leṅ lekin, muhabbat rās āye bhī - 2
diloṅ ko bojh lagte haiṅ, kabhī zulfoṅ ke sāye bhī
hazāroṅ ġham haiṅ is duniyā meṅ, apne bhī parāye bhī
muhabbat hī kā ġham tanhā nahīṅ, ham k‌yā kareṅ
tumhī kah do, ab ai jāne-adā, ham k‌yā kareṅ

latā: ye dil tum bin, kahīṅ lagtā nahīṅ, ham k‌yā kareṅ

bujhā do āg dil kī, yā ise khul kar havā de do - 2
rafī: jo iskā mol de pāye, use apnī vafā de do
latā: tumhāre dil meṅ k‌yā hai bas, hameṅ itnā patā de do,
ke ab tanhā safar kaṭtā nahīṅ, ham k‌yā kareṅ
rafī: luṭe dil meṅ diyā jaltā nahīṅ, ham k‌yā kareṅ
latā: ye dil tum bin, kahīṅ lagtā nahīṅ, ham k‌yā kareṅ