Ye chaand-sitaare k‌yaa jaanen is dil ke sahaare toot gaye

ये चाँद-सितारे क्‌या जानें इस दिल के सहारे टूट गये
Work
Year
Language

ये चाँद-सितारे क्‌या जानें
इस दिल के सहारे टूट गये
आँखों पे किसी बदक़िस्मत की
कितने ही सितारे टूट गये
ये चाँद-सितारे क्‌या जानें

( तक़दीर की ज़ालिम मौजों ने
अफ़सोस डुबोया ला के कहाँ ) -2
साहिल की तरफ़ जाते-जाते
मौजों से किनारे छूट गये

आँखों पे किसी बदक़िस्मत की
कितने ही सितारे टूट गये
ये चाँद-सितारे क्‌या जानें

उल्फ़त का चमन सुनसान हुआ -2
वीरान मेरा अरमान हुआ
बरबाद हुई दिल की दुनिया
जब ख़ाब हमारे टूट गये

आँखों पे किसी बदक़िस्मत की
कितने ही सितारे टूट गये
ये चाँद-सितारे क्‌या जानें
इस दिल के सहारे टूट गये
आँखों पे किसी बदक़िस्मत की
कितने ही सितारे टूट गये
ये चाँद-सितारे क्‌या जानें

ye chāṇd-sitāre k‌yā jāneṅ
is dil ke sahāre ṭūṭ gaye
āṇkhoṅ pe kisī badaqismat kī
kitne hī sitāre ṭūṭ gaye
ye chāṇd-sitāre k‌yā jāneṅ

( taqdīr kī zālim maujoṅ ne
afsos ḍuboyā lā ke kahāṇ ) -2
sāhil kī taraf jāte-jāte
maujoṅ se kināre chhūṭ gaye

āṇkhoṅ pe kisī badaqismat kī
kitne hī sitāre ṭūṭ gaye
ye chāṇd-sitāre k‌yā jāneṅ

ulfat kā chaman sunsān huā -2
vīrān merā armān huā
barbād huī dil kī duniyā
jab khāb hamāre ṭūṭ gaye

āṇkhoṅ pe kisī badaqismat kī
kitne hī sitāre ṭūṭ gaye
ye chāṇd-sitāre k‌yā jāneṅ
is dil ke sahāre ṭūṭ gaye
āṇkhoṅ pe kisī badaqismat kī
kitne hī sitāre ṭūṭ gaye
ye chāṇd-sitāre k‌yā jāneṅ