Ye bhee koee roothne kaa mausam

ये भी कोई रूठने का मौसम्
Work
Year
Language

(ये भी कोई रूठने का मौसम है दीवाने)-2
क़िस्मत से आते हैं प्यार के ज़ामाने
ये भी कोई रूठने …

(देखो सावन डोले, भीगी ज़ुल्फ़ें खोले)-2
मानो रे ओ भोले
ओ भोले बाबु, ओ भोले
ओ भोले भाले बाबु,ओ भोले
देखो रुकते नहीं हैं बहार के ज़माने
ये भी कोई रूठने …

(धड़कन के ये गाने, चितवन के अफ़साने)-2
सुन सुन ओ दीवाने
(दीवाने तू क्‌या जाने दीवाने)-2
अजी मिलते कहाँ हैं क़रार के ज़माने
ये भी कोई रूठने …

(दिल से दिल जोड़ो भी, दो नैना मोड़ो भी)-2
ओ सैंया छोड़ो भी
(छोड़ो भी बलमा, सैंया छोड़ो भी)-2
कहीं बीते न यूँ ही ये प्यार के ज़माने
ये भी कोई रूठने …

(ye bhī koī rūṭhne kā mausam hai dīvāne)-2
qismat se āte haiṅ pyār ke zāmāne
ye bhī koī rūṭhne …

(dekho sāvan ḍole, bhīgī zulfeṅ khole)-2
māno re o bhole
o bhole bābu, o bhole
o bhole bhāle bābu,o bhole
dekho rukte nahīṅ haiṅ bahār ke zamāne
ye bhī koī rūṭhne …

(dhaṛkan ke ye gāne, chitavan ke afsāne)-2
sun sun o dīvāne
(dīvāne tū k‌yā jāne dīvāne)-2
ajī milte kahāṇ haiṅ qarār ke zamāne
ye bhī koī rūṭhne …

(dil se dil joṛo bhī, do nainā moṛo bhī)-2
o saiṅyā chhoṛo bhī
(chhoṛo bhī balmā, saiṅyā chhoṛo bhī)-2
kahīṅ bīte na yūṇ hī ye pyār ke zamāne
ye bhī koī rūṭhne …