ये बरखा बहार ... न जा मोरे साँवरे पिया
ल: आ
दो: ( ये बरखा बहार, सौतनिया के द्वार
न जा मोरे साँवरे पिया ) -2
न जा मोरे साँवरे पिया -2
आ: अन्धेरी रात घटाओं से दर्द बरसेगा -2
तेरे बिना जले ये दिल सेज प्यार तरसेगा
ल: मैं रो-रो मरूँ, तोरे पइयाँ पड़ूँ
न जा मोरे साँवरे पिया
दो: ये बरखा बहार, सौतनिया के द्वार
न जा मोरे साँवरे पिया -3
आ: तेरे बग़ैर क्या मज़ा है ज़िंदगानी में -2
ल: न जाओ बेरहम लगा के आग पानी में -2
आ
ये ठण्दी फुहार, ये कोयल पुकार
न जा मोरे साँवरे पिया
दो: ये बरखा बहार, सौतनिया के द्वार
न जा मोरे साँवरे पिया -3
ल: घड़ी नहीं ये दिल के सब्र आज़माने की -2
है रुत नज़र से नज़र दिल से दिल मिलाने की
ये पहला अशाड़ दिखा दे दुलार
न जा मोरे साँवरे पिया
दो: ये बरखा बहार, सौतनिया के द्वार
न जा मोरे साँवरे पिया -3
आ: तेरे बग़ैर क्या मज़ा है ज़िंदगानी में -2
ल: न जाओ बेरहम लगा के आग पानी में -2
आ
ये ठण्दी फुहार, ये कोयल पुकार
न जा मोरे साँवरे पिया
दो: ये बरखा बहार, सौतनिया के द्वार
न जा मोरे साँवरे पिया -3
la: ā
do: ( ye barkhā bahār, sautniyā ke dvār
na jā more sāṇvre piyā ) -2
na jā more sāṇvre piyā -2
ā: andherī rāt ghaṭāoṅ se dard barsegā -2
tere binā jale ye dil sej pyār tarsegā
la: maiṅ ro-ro marūṇ, tore paiyāṇ paṛūṇ
na jā more sāṇvre piyā
do: ye barkhā bahār, sautniyā ke dvār
na jā more sāṇvre piyā -3
ā: tere baġhair kyā mazā hai ziṅdgānī meṅ -2
la: na jāo beraham lagā ke āg pānī meṅ -2
ā
ye ṭhaṇdī phuhār, ye koyal pukār
na jā more sāṇvre piyā
do: ye barkhā bahār, sautniyā ke dvār
na jā more sāṇvre piyā -3
la: ghaṛī nahīṅ ye dil ke sabr āzmāne kī -2
hai rut nazar se nazar dil se dil milāne kī
ye pahlā aśhāṛ dikhā de dulār
na jā more sāṇvre piyā
do: ye barkhā bahār, sautniyā ke dvār
na jā more sāṇvre piyā -3
ā: tere baġhair kyā mazā hai ziṅdgānī meṅ -2
la: na jāo beraham lagā ke āg pānī meṅ -2
ā
ye ṭhaṇdī phuhār, ye koyal pukār
na jā more sāṇvre piyā
do: ye barkhā bahār, sautniyā ke dvār
na jā more sāṇvre piyā -3