Yah sach hai ai jahaan vaalon hamen jeenaa naheen aayaa

यह सच है ऐ जहाँ वालों हमें जीना नहीं आया
Year
Language

यह सच है ऐ जहाँ वालों हमें जीना नहीं आया -2
मरे हम सौ बार जीते जी मगर मरना नहीं आया
यह सच है ऐ जहाँ वालों …

बड़ी आसान थीं राहें न मंज़िल कोई मुश्किल -2
मगर आसान राहों पर हमें चलना नहीं आया
यह सच है ऐ जहाँ वालों …

सिसकती रात के सायों में जब खो जाएँगे हम भी -2
शमा जल-जल के पूछेगी ये परवाना नहीं आया
यह सच है ऐ जहाँ वालों …

yah sach hai ai jahāṇ vāloṅ hameṅ jīnā nahīṅ āyā -2
mare ham sau bār jīte jī magar marnā nahīṅ āyā
yah sach hai ai jahāṇ vāloṅ …

baṛī āsān thīṅ rāheṅ na maṅzil koī muśhkil -2
magar āsān rāhoṅ par hameṅ chalnā nahīṅ āyā
yah sach hai ai jahāṇ vāloṅ …

sisaktī rāt ke sāyoṅ meṅ jab kho jāeṇge ham bhī -2
śhamā jal-jal ke pūchhegī ye parvānā nahīṅ āyā
yah sach hai ai jahāṇ vāloṅ …