यारों सूरत हमारी पे मत जाओ
र: यारों सूरत हमारी पे मत जाओ
यहाँ भी दिल है यूँ हमसे न कतराओ
मु: यारों सूरत हमारी …
हम भी हैं दिल के शाहजहान
र: अरे प्यार पे सब कुछ है क़ुर्बान
मु: ज़रा सी है ग़रीबी यही है कमनसीबी
मु: ज़रा सी है ग़रीबी यही है कमनसीबी
दो: कि उनसे अभी न हुई पहचान
यारों सूरत हमारी …
र: आपकी दौलत ज़िन्दाबाद
मु: आपकी जेबें ज़िन्दाबाद
र: ईमान की कहेंगे कहेंगे फिर कहेंगे
मु: ईमान की कहेंगे कहेंगे फिर कहेंगे
दो: कि पेट ये पापी मुर्दाबाद
यारों सूरत हमारी …
मु: जाने कैसा ये जहान
र: जीना मुश्किल मौत आसान
मु: हम फिर भी जी रहे हैं ज़ख़्मों को सी रहे हैं
र: हम फिर भी जी रहे हैं ज़ख़्मों को सी रहे हैं
दो: ये आप सभी का है एहसान
यारों सूरत हमारी …
ra: yāroṅ sūrat hamārī pe mat jāo
yahāṇ bhī dil hai yūṇ hamse na katrāo
mu: yāroṅ sūrat hamārī …
ham bhī haiṅ dil ke śhāhajhān
ra: are pyār pe sab kuchh hai qurbān
mu: zarā sī hai ġharībī yahī hai kamansībī
mu: zarā sī hai ġharībī yahī hai kamansībī
do: ki unse abhī na huī pahchān
yāroṅ sūrat hamārī …
ra: āpkī daulat zindābād
mu: āpkī jebeṅ zindābād
ra: īmān kī kaheṅge kaheṅge phir kaheṅge
mu: īmān kī kaheṅge kaheṅge phir kaheṅge
do: ki peṭ ye pāpī murdābād
yāroṅ sūrat hamārī …
mu: jāne kaisā ye jahān
ra: jīnā muśhkil maut āsān
mu: ham phir bhī jī rahe haiṅ zakhmoṅ ko sī rahe haiṅ
ra: ham phir bhī jī rahe haiṅ zakhmoṅ ko sī rahe haiṅ
do: ye āp sabhī kā hai ehsān
yāroṅ sūrat hamārī …