Yaaron ne baahen jo daale gale

यारों ने बाहें जो डाले गले
Year
Language

यारों ने बाहें जो डाले गले
तो देखने वाले जले, क्‌यों जले,
क्‌यों
यारों ने बाहें जो डाले गले,
तो देखने वाले जले, क्‌यों जले
(जले क्‌यों, जले क्‌यों, जले क्‌यों, जले)-2
जले, जले
यारों ने बाहें जो डाले गले
तो देखने वाले जले, क्‌यों जले

(ये महकी फ़िज़ा है क़यामत क़यामत
ये बहकी हवा है क़यामत क़यामत)-2
इशारे यहाँ है और नज़रें कहीं है
ये कैसी अदा है क़यामत क़यामत
क़यामत में दोनों जो दिल से मिले
तो देखने वाले जले, क्‌यों जले …

(इधर दिल में मेरे मुहब्बत मुहब्बत
उधर दिल में तेरे मुहब्बत मुहब्बत)-2
जिधर देखते हैं, यही देखते हैं
है आलम को घीरे मुहब्बत मुहब्बत
मुहब्बत में दोनों जो दिल से मिले
तो देखने वाले जले, क्‌यों जले …

yāroṅ ne bāheṅ jo ḍāle gale
to dekhne vāle jale, k‌yoṅ jale,
k‌yoṅ
yāroṅ ne bāheṅ jo ḍāle gale,
to dekhne vāle jale, k‌yoṅ jale
(jale k‌yoṅ, jale k‌yoṅ, jale k‌yoṅ, jale)-2
jale, jale
yāroṅ ne bāheṅ jo ḍāle gale
to dekhne vāle jale, k‌yoṅ jale

(ye mahkī fizā hai qayāmat qayāmat
ye bahkī havā hai qayāmat qayāmat)-2
iśhāre yahāṇ hai aur nazreṅ kahīṅ hai
ye kaisī adā hai qayāmat qayāmat
qayāmat meṅ donoṅ jo dil se mile
to dekhne vāle jale, k‌yoṅ jale …

(idhar dil meṅ mere muhabbat muhabbat
udhar dil meṅ tere muhabbat muhabbat)-2
jidhar dekhte haiṅ, yahī dekhte haiṅ
hai ālam ko ghīre muhabbat muhabbat
muhabbat meṅ donoṅ jo dil se mile
to dekhne vāle jale, k‌yoṅ jale …