Yaad teree aaee hai kaalee ghataa chhaaee hai

याद तेरी आई है काली घटा छाई है
Year
Language

याद तेरी आई है काली घटा छाई है
मोरे सजनवा आजा

चली पच्छिम की हवा
ठेस लगी दिल में हुआ दर्द सवा
अब भी न आएँ सनम तो दोनों की रुसवाई है
याद तेरी आई …

अरमान भरा दिल है तरसाई हुईं अँखियाँ
आँखों में समाई हैं शरमाई हुईं अँखियाँ
याद तेरी आई …

yād terī āī hai kālī ghaṭā chhāī hai
more sajanvā ājā

chalī pachchhim kī havā
ṭhes lagī dil meṅ huā dard savā
ab bhī na āeṇ sanam to donoṅ kī rusvāī hai
yād terī āī …

armān bharā dil hai tarsāī huīṅ aṇkhiyāṇ
āṇkhoṅ meṅ samāī haiṅ śharmāī huīṅ aṇkhiyāṇ
yād terī āī …