Yaad kiyaa dil ne kahaan ho tum

याद किया दिल ने कहाँ हो तुम
Work
Year
Language

याद किया दिल ने कहाँ हो तुम
झूमती बहार है, कहाँ हो तुम
प्यार से पुकार लो, जहाँ हो तुम

खो रहे हो आज किस ख़याल में
दिल फ़सा है बेकसी के जाल में
मतलबी जहां, मेहरबां हो तुम

रात ढाल चुकी है सुबह हो गई
मैं तुम्हारी याद ले के खो गई
अब तो मेरी दास्तां हो तुम

तुम हमारी जिंदगी के बाग हो
तुम हमारी राह के चराग़ हो
मेरे लिये आसमाँ हो तुम

yād kiyā dil ne kahāṇ ho tum
jhūmtī bahār hai, kahāṇ ho tum
pyār se pukār lo, jahāṇ ho tum

kho rahe ho āj kis khayāl meṅ
dil fasā hai beksī ke jāl meṅ
matalbī jahāṅ, meharbāṅ ho tum

rāt ḍhāl chukī hai subah ho gaī
maiṅ tumhārī yād le ke kho gaī
ab to merī dāstāṅ ho tum

tum hamārī jiṅdgī ke bāg ho
tum hamārī rāh ke charāġh ho
mere liye āsmāṇ ho tum