याद आके हरदम सताये
आज तक़दीर लुटी हम भी हारे
लो हम उन के अरमान लिये - 2
वो क्यूँ हरदम ख़यालों में हो
बिरहा क़सम ग़म तड़पाये हमें - 2
ऐ दिल क्यूँ तुम हैरान हो
तुम ही बोल दो
याद आके …
मतवाला रंगीला फूल ये
पल भर में मनवा को चीन ले
उदास वो कर दाले - 2
वो दूर से मारे मोम दिल पे काँटें
याद आके …
yād āke hardam satāye
āj taqdīr luṭī ham bhī hāre
lo ham un ke armān liye - 2
vo kyūṇ hardam khayāloṅ meṅ ho
birhā qasam ġham taṛpāye hameṅ - 2
ai dil kyūṇ tum hairān ho
tum hī bol do
yād āke …
matvālā raṅgīlā phūl ye
pal bhar meṅ manvā ko chīn le
udās vo kar dāle - 2
vo dūr se māre mom dil pe kāṇṭeṅ
yād āke …