याद आई आधी रात को कल रात की तौबा
याद आई आधी रात को कल रात की तौबा
दिल पूछता है झूम के किस बात की तौबा
मरने भी ना देंगे मुझे दुश्मन मेरी जान के
हर बात पे कहते हैं की इस बात की तौबा
साक़ी मुझे बतला तो दे, मुंह फेर के मत हँस
की मैंने अगर पीके तो किस बात की तौबा
चाहत में वफ़ा और वो मर मिटने की कस्में
क्या ख्वाब था बहके हुये जज़बात की तौबा
yād āī ādhī rāt ko kal rāt kī taubā
dil pūchhtā hai jhūm ke kis bāt kī taubā
marne bhī nā deṅge mujhe duśhman merī jān ke
har bāt pe kahte haiṅ kī is bāt kī taubā
sāqī mujhe batlā to de, muṅh pher ke mat hṇs
kī maiṅne agar pīke to kis bāt kī taubā
chāhat meṅ vafā aur vo mar miṭne kī kasmeṅ
kyā khvāb thā bahke huye jazbāt kī taubā