Yaad aa rahee hai, teree yaad aa rahee hai

याद आ रही है, तेरी याद आ रही है
Work
Year
Language

याद आ रही है, तेरी याद आ रही है
याद आने से, तेरे जाने से, जान जा रही है

पहले ये ना जाना, तेरे बाद ये जाना प्यार में
जीना मुश्किल कर देगा, ये दिल दीवाना प्यार में
जाने कैसे, सांस ये ऐसे, आ जा रही है

बनते बनते दुल्हन, प्रीत हमारी उलझन बन गयी
मेरे दिल की धड़कन, मेरे जान की दुश्मन बन गयी
कुछ कह कह के, मुझे रह रह के, तडपा रही है

ये रुत की रंगरलियाँ, ये फूलों की गलियाँ रो पडी
मेरे हाल सूना तो, मेरे साथ ये कलियाँ रो पडी
एक नहीं तू, दुनिया आँसू बरसा रही है

yād ā rahī hai, terī yād ā rahī hai
yād āne se, tere jāne se, jān jā rahī hai

pahle ye nā jānā, tere bād ye jānā pyār meṅ
jīnā muśhkil kar degā, ye dil dīvānā pyār meṅ
jāne kaise, sāṅs ye aise, ā jā rahī hai

bante bante dulhan, prīt hamārī uljhan ban gayī
mere dil kī dhaṛkan, mere jān kī duśhman ban gayī
kuchh kah kah ke, mujhe rah rah ke, taḍpā rahī hai

ye rut kī raṅgarliyāṇ, ye phūloṅ kī galiyāṇ ro paḍī
mere hāl sūnā to, mere sāth ye kaliyāṇ ro paḍī
ek nahīṅ tū, duniyā āṇsū barsā rahī hai