Yaad aa rahee hai, teree yaad aa rahee hai

याद आ रही है, तेरी याद आ रही है
Work
Year
Language

याद आ रही है, तेरी याद आ रही है
याद आने से, तेरे जाने से, जान जा रही है

पहले ये न जाना, तेरे बाद ये जाना प्यार में
जीना मुश्किल कर देगा, ये दिल दीवाना प्यार में
जाने कैसे, साँस ये ऐसे, आ जा रही है
याद आ रही है …

ये रुत की रंगरलियां, ये फूलों की गलियां रो पड़ीं
मेरा हाल सुना तो, मेरे साथ ये कलियां रो पड़ीं
एक नहीं तू, दुनिया आँसू, बरसा रही है
याद आ रही है …

बनते बनते दुल्हन, प्रीत हमारी उलझन बन गई
मेरे दिल की धड़कन, मेरी जान की दुश्मन बन गई
कुछ कह कहके, मुझे रह रहके, तड़पा रही है
याद आ रही है …

yād ā rahī hai, terī yād ā rahī hai
yād āne se, tere jāne se, jān jā rahī hai

pahle ye na jānā, tere bād ye jānā pyār meṅ
jīnā muśhkil kar degā, ye dil dīvānā pyār meṅ
jāne kaise, sāṇs ye aise, ā jā rahī hai
yād ā rahī hai …

ye rut kī raṅgarliyāṅ, ye phūloṅ kī galiyāṅ ro paṛīṅ
merā hāl sunā to, mere sāth ye kaliyāṅ ro paṛīṅ
ek nahīṅ tū, duniyā āṇsū, barsā rahī hai
yād ā rahī hai …

bante bante dulhan, prīt hamārī uljhan ban gaī
mere dil kī dhaṛkan, merī jān kī duśhman ban gaī
kuchh kah kahke, mujhe rah rahke, taṛpā rahī hai
yād ā rahī hai …