या इलाही हो मुबारक तुझको यह तेरा जहाँ
या इलाही हो मुबारक तुझको यह तेरा जहाँ
दिल की बरबादी पे बजती हैं यहाँ शहनाइयाँ
मैं वह बुलबुल हूँ कि जिसका आशियाना लुट गया
आरज़ूएं मिट गईं दिल का ख़ज़ाना लुट गया
फ़सल-ए-ग़ुल आने से पहले आ गई फ़सल-ए-ख़िज़ाँ
हाय किस मंज़िल पे लाई मेरी बरबादी मुझे
चाँद सूरज कह रहे हैं आज फ़रियादी मुझे
बेबसी पर मातम कर रहा है आसमाँ
yā ilāhī ho mubārak tujhko yah terā jahāṇ
dil kī barbādī pe bajtī haiṅ yahāṇ śhahnāiyāṇ
maiṅ vah bulbul hūṇ ki jiskā āśhiyānā luṭ gayā
ārazūeṅ miṭ gaīṅ dil kā khazānā luṭ gayā
fasal-e-ġhul āne se pahle ā gaī fasal-e-khizāṇ
hāy kis maṅzil pe lāī merī barbādī mujhe
chāṇd sūraj kah rahe haiṅ āj fariyādī mujhe
bebsī par mātam kar rahā hai āsmāṇ