Vo sapnevaalee raat

वो सपनेवाली रात्
Work
Year
Language

वो सपनेवाली रात मिलन की रात
कभी तो आएगी वो सपनेवाली रात …

तुम आओगे मेरे द्वार पिया
मैं करूँगी सात शृंगार पिया
दुनिया से दूर बसा लेंगे हम
एक नई संसार पिया
वो सपनेवाली रात …

तुम देख मुझे मुसकाओगे
मैं देख तुम्हे शरमाऊँगी
तुम अपने पास बुलाओगे
मैं पीछे हटते जाऊँगी
वो सपनेवाली रात …

vo sapnevālī rāt milan kī rāt
kabhī to āegī vo sapnevālī rāt …

tum āoge mere dvār piyā
maiṅ karūṇgī sāt śhṛṅgār piyā
duniyā se dūr basā leṅge ham
ek naī saṅsār piyā
vo sapnevālī rāt …

tum dekh mujhe muskāoge
maiṅ dekh tumhe śharmāūṇgī
tum apne pās bulāoge
maiṅ pīchhe haṭte jāūṇgī
vo sapnevālī rāt …