वो मेरी तरफ़ यूँ चले आ रहे हैं
वो मेरी तरफ़ यूँ चले आ रहे हैं
कि अरमान धड़कन से टकरा रहे हैं
वो मेरी तरफ़ यूँ
उन्हें देखने को उठीं मेरी नज़रें
मुझे देखते ही झुकी क्यों उन की पलकें
न जाने वो क्यों हम से शरमा रहे हैं
कि अरमान धड़कन से टकरा रहे हैं
वो मेरी तरफ़ यूँ
जो कलियाँ खिली हैं तो गुल भी खिलेंगे
निगाहें मिली हैं तो दिल भी मिलेंगे
कि साँसों से पैग़ाम आ-जा रहे हैं
कि अरमान धड़कन से टकरा रहे हैं
वो मेरी तरफ़ यूँ
उन्हें देख कर दिल लगा रंग लाने
है दिल क्या कहीं बात माने न माने
कि हम दिल कि हरकत से घबरा रहे हैं
कि अरमान धड़कन से टकरा रहे हैं
वो मेरी तरफ़ यूँ
vo merī taraf yūṇ chale ā rahe haiṅ
ki armān dhaṛkan se ṭakrā rahe haiṅ
vo merī taraf yūṇ
unheṅ dekhne ko uṭhīṅ merī nazreṅ
mujhe dekhte hī jhukī kyoṅ un kī palkeṅ
na jāne vo kyoṅ ham se śharmā rahe haiṅ
ki armān dhaṛkan se ṭakrā rahe haiṅ
vo merī taraf yūṇ
jo kaliyāṇ khilī haiṅ to gul bhī khileṅge
nigāheṅ milī haiṅ to dil bhī mileṅge
ki sāṇsoṅ se paiġhām ā-jā rahe haiṅ
ki armān dhaṛkan se ṭakrā rahe haiṅ
vo merī taraf yūṇ
unheṅ dekh kar dil lagā raṅg lāne
hai dil kyā kahīṅ bāt māne na māne
ki ham dil ki harkat se ghabrā rahe haiṅ
ki armān dhaṛkan se ṭakrā rahe haiṅ
vo merī taraf yūṇ