Vo ham se chup hain ham un se chup hain dilon ke armaan machal rahe hain

वो हम से चुप हैं हम उन से चुप हैं दिलों के अरमाँ मचल रहे हैं
Work
Year
Language

वो हम से चुप हैं हम उन से चुप हैं
दिलों के अरमाँ मचल रहे हैं
अजीब ज़िद्द्‌्‌ है, कि ज़िद्द्‌्‌ ही ज़िद्द्‌्‌ में
ये दिन जवानी के ढल रहे हैं

हमारे दिल में है वो बुलायें
वो सोचते हैं कि हम बुलायें
शम-ए-मुहब्बत सुलग रही है, दिलों के परवाने जल रहे हैं -2
दिलों के परवाने जल रहे हैं …

बे-सब्र से सब्र हो रहा है, बेचैन सा चैन हो रहा है
ज़बाँ पे ताले पड़े हुए हैं, कलेजा हाथों से मल रहे हैं -2
कलेजा हाथों से मल रहे हैं

वो हम से चुप हैं …

vo ham se chup haiṅ ham un se chup haiṅ
diloṅ ke armāṇ machal rahe haiṅ
ajīb zidd‌‌ hai, ki zidd‌‌ hī zidd‌‌ meṅ
ye din javānī ke ḍhal rahe haiṅ

hamāre dil meṅ hai vo bulāyeṅ
vo sochte haiṅ ki ham bulāyeṅ
śham-e-muhabbat sulag rahī hai, diloṅ ke parvāne jal rahe haiṅ -2
diloṅ ke parvāne jal rahe haiṅ …

be-sabr se sabr ho rahā hai, bechain sā chain ho rahā hai
zabāṇ pe tāle paṛe hue haiṅ, kalejā hāthoṅ se mal rahe haiṅ -2
kalejā hāthoṅ se mal rahe haiṅ

vo ham se chup haiṅ …