Vo din kahaan gaye bataa

वो दिन कहाँ गये बता
Work
Year
Language

क्‌या खबर थी कि मुहब्बत में ये दिन आते हैं
जिसे हम अपना बनाते हैं, वो तड़पाते हैं

वो दिन कहाँ गये बता-2
जब इस नज़र में प्यार था, प्यार था
वो दिन कहाँ गये बता

मैं ने तो कुछ कहा नहीं
जो यूँ निगाहें फेर ली
मैं ने तो कुछ कहा नहीं
वो रात याद है यही, किस्सा हुआ था प्यार का
वो दिन कहाँ गये बता

(आँखों में नींद थी मगर
सोये नहीं थे रात भर)-2
दिल को लगा हुआ था डर
शाम सवेरा हो गया
वो दिन कहाँ गये बता

k‌yā khabar thī ki muhabbat meṅ ye din āte haiṅ
jise ham apnā banāte haiṅ, vo taṛpāte haiṅ

vo din kahāṇ gaye batā-2
jab is nazar meṅ pyār thā, pyār thā
vo din kahāṇ gaye batā

maiṅ ne to kuchh kahā nahīṅ
jo yūṇ nigāheṅ pher lī
maiṅ ne to kuchh kahā nahīṅ
vo rāt yād hai yahī, kissā huā thā pyār kā
vo din kahāṇ gaye batā

(āṇkhoṅ meṅ nīṅd thī magar
soye nahīṅ the rāt bhar)-2
dil ko lagā huā thā ḍar
śhām saverā ho gayā
vo din kahāṇ gaye batā