वो चला अकेला निर्जन बन में
वो चला अकेला निर्जन बन में
माँ का आशिर्वाद लिये
सुर्य चन्द्र तारे चमके
तब तक वो माँ का लाल जिये
टूटे न दूध के दाँत
अभी नादान तू कोमल बालक है
माता की भक्ती ही सच्ची है
और धर्म ही उसका पालक है
वो आँधी या तूफ़ान किसी से नहीं डरेगा
माता की रक्शा के हित वो आगे पाँव धरेगा
वो चला अकेला -2
चला अकेला
vo chalā akelā nirjan ban meṅ
māṇ kā āśhirvād liye
sury chandr tāre chamke
tab tak vo māṇ kā lāl jiye
ṭūṭe na dūdh ke dāṇt
abhī nādān tū komal bālak hai
mātā kī bhaktī hī sachchī hai
aur dharm hī uskā pālak hai
vo āṇdhī yā tūfān kisī se nahīṅ ḍaregā
mātā kī rakśhā ke hit vo āge pāṇv dharegā
vo chalā akelā -2
chalā akelā