Vo chaand khilaa, vo taaren hase, ye raat ajab matvaalee hai

वो चांद खिला, वो तारें हसे, ये रात अजब मतवाली है
Work
Year
Language

वो चाँद खिला, वो तारें हसे, ये रात अजब मतवारी है
समझने वाले समझ गये है, ना समझे वो अनाड़ी है

चाँदी की चमकती राहें, वो देखो झूम झूम के बुलाए
किरणों ने पसारी बाहें के अरमां नाच नाच लहराए
बाजे दिल के तार, गाए ये बहार, उभरे है प्यार जीवन में

किरणों ने चुनरीया तानी, बहारे किस पे आज है दीवानी
चंदा की चाल मस्तानी, है पागल जिस पे रात की रानी
तारों का जाल ले ले दिल निकाल पूछो ना हाल मेरे दिल का

vo chāṇd khilā, vo tāreṅ hase, ye rāt ajab matvārī hai
samajhne vāle samajh gaye hai, nā samjhe vo anāṛī hai

chāṇdī kī chamaktī rāheṅ, vo dekho jhūm jhūm ke bulāe
kirṇoṅ ne pasārī bāheṅ ke armāṅ nāch nāch lahrāe
bāje dil ke tār, gāe ye bahār, ubhre hai pyār jīvan meṅ

kirṇoṅ ne chunrīyā tānī, bahāre kis pe āj hai dīvānī
chaṅdā kī chāl mastānī, hai pāgal jis pe rāt kī rānī
tāroṅ kā jāl le le dil nikāl pūchho nā hāl mere dil kā