Verse gham is qadar barhe ke main ghabraa ke pee gayaa

वेर्से ग़म इस क़दर बढ़े के मैं घबरा के पी गया
Work
Year
Language

ग़म इस क़दर बढ़े
के मैं घबरा के पी गया
इस दिल की बेबसी पे
तरस खा के पी गया

ठुकरा रहा था

female voice: अच्छा तो ये शायर भी हैं

male voice: शायर
अरे तुम देखती नहीं उसकी कोई
पाँच टन नज़्में उस के सर के पीछे पड़ी हैं

मुझको
बड़ी देर से जहाँ

ठुकरा रहा था मुझको
बड़ी देर से जहाँ
( मैं आज सब जहान को
ठुकरा के पी गया ) -2

ġham is qadar baṛhe
ke maiṅ ghabrā ke pī gayā
is dil kī bebsī pe
taras khā ke pī gayā

ṭhukrā rahā thā

female voice: achchhā to ye śhāyar bhī haiṅ

male voice: śhāyar
are tum dekhtī nahīṅ uskī koī
pāṇch ṭan nazmeṅ us ke sar ke pīchhe paṛī haiṅ

mujhko
baṛī der se jahāṇ

ṭhukrā rahā thā mujhko
baṛī der se jahāṇ
( maiṅ āj sab jahān ko
ṭhukrā ke pī gayā ) -2