Ve vant romance period maanaa ke college men

वे वन्त रोमन्cए पेरिओद माना के cओल्लेगे में
Year
Language

We want romance period. Love and Dance period
माना के college में पढ़ना चाहिए
पढ़ना चाहिए लिखना चाहिए
romance का भी एक lecture होना चाहिए
जो हो romance period, love and dance period -2
माना के college में …

लैला मजनूं हीर रांझा सबको पढ़ाया जाए
Romeo Juliet शीरी और फ़रहाद बनाया जाए
Doctor Engineer की तरह आशिक़ भी बनाया जाए
हर आशिक़ को medal अरे मिलना चाहिए
romance का भी एक …

college में romance का teacher भी हो कुछ romantic
बस एक सनम चाहिए ये ये आशिक़ी के लिए
classes में तैयार करे तो वो जाकर के नए आशिक़
नाचे गाए रोज़ मनाए college में वो picnic
हर teacher ने भी प्यार करना चाहिए
लिखना चाहिए पढ़ना चाहिए
romance का भी एक …

प्यार मुहब्बत का subject हो सबके लिए ज़रूरी -2
हर college में दिलवालों के बीच न हो कोई दूरी
प्यार बिना न हो सकती है कभी पढ़ाई पूरी
दिल देना चाहिए दिल लगाना चाहिए
पढ़ना चाहिए
romance का भी एक …

We want romance period. Love and Dance period
mānā ke college meṅ paṛhnā chāhie
paṛhnā chāhie likhnā chāhie
romance kā bhī ek lecture honā chāhie
jo ho romance period, love and dance period -2
mānā ke college meṅ …

lailā majnūṅ hīr rāṅjhā sabko paṛhāyā jāe
Romeo Juliet śhīrī aur farhād banāyā jāe
Doctor Engineer kī tarah āśhiq bhī banāyā jāe
har āśhiq ko medal are milnā chāhie
romance kā bhī ek …

college meṅ romance kā teacher bhī ho kuchh romantic
bas ek sanam chāhie ye ye āśhiqī ke lie
classes meṅ taiyār kare to vo jākar ke nae āśhiq
nāche gāe roz manāe college meṅ vo picnic
har teacher ne bhī pyār karnā chāhie
likhnā chāhie paṛhnā chāhie
romance kā bhī ek …

pyār muhabbat kā subject ho sabke lie zarūrī -2
har college meṅ dilvāloṅ ke bīch na ho koī dūrī
pyār binā na ho saktī hai kabhī paṛhāī pūrī
dil denā chāhie dil lagānā chāhie
paṛhnā chāhie
romance kā bhī ek …