Vatan kee maatee haath men lekar maathe tilak lagaa lo

वतन की माटी हाथ में लेकर माथे तिलक लगा लो
Work
Year
Language

दो: वतन की माटी हाथ में लेकर माथे तिलक लगा लो
गी: वतन की माटी हाथ में लेकर माथे तिलक लगा लो
मु: जिस माटी ने जनम दिया उस माटी के गुण गा लो
गी: जिस माटी ने जनम दिया उस माटी के गुण गा लो
को: वतन की माटी हाथ …

मु: माटी हो के सोना उगले
गी: माटी हो के सोना उगले ये सोना वो सोना है
को: ये सोना वो सोना है
दो: चोर चुराए डाकू लूटे खतम कभी नहीं होना है
मु: ऐसी प्यारी दौलत को
गी: ऐसी प्यारी दौलत को
दो: तन-मन से अपना लो
को: जिस माटी ने जनम …

मु: ग़ैरों ने बाहर से आ के
गी: ग़ैरों ने बाहर से आ के
मु: पेट भरे यहाँ अपने
को: पेट भरे यहाँ अपने
दो: सुख की नींद सदा वो सोए देखे सुख के सपने
को: सुख की नींद सदा वो सोए देखे सुख के सपने
मु: बन्द करो अब घर के द्वारे
गी: बन्द करो अब घर के द्वारे
को: जिस माटी ने जनम …

do: vatan kī māṭī hāth meṅ lekar māthe tilak lagā lo
gī: vatan kī māṭī hāth meṅ lekar māthe tilak lagā lo
mu: jis māṭī ne janam diyā us māṭī ke guṇ gā lo
gī: jis māṭī ne janam diyā us māṭī ke guṇ gā lo
ko: vatan kī māṭī hāth …

mu: māṭī ho ke sonā ugle
gī: māṭī ho ke sonā ugle ye sonā vo sonā hai
ko: ye sonā vo sonā hai
do: chor churāe ḍākū lūṭe khatam kabhī nahīṅ honā hai
mu: aisī pyārī daulat ko
gī: aisī pyārī daulat ko
do: tan-man se apnā lo
ko: jis māṭī ne janam …

mu: ġhairoṅ ne bāhar se ā ke
gī: ġhairoṅ ne bāhar se ā ke
mu: peṭ bhare yahāṇ apne
ko: peṭ bhare yahāṇ apne
do: sukh kī nīṅd sadā vo soe dekhe sukh ke sapne
ko: sukh kī nīṅd sadā vo soe dekhe sukh ke sapne
mu: band karo ab ghar ke dvāre
gī: band karo ab ghar ke dvāre
ko: jis māṭī ne janam …