Vaqt thoraa saa abhee kuchh aur guzar jaane de

वक़्त थोड़ा सा अभी कुछ और गुज़र जाने दे
Work
Year
Language

आ: वक़्त थोड़ा सा अभी कुछ और गुज़र जाने दे
दिल में उठता हुआ तूफ़ान ठहर जाने दे
कि: और थोड़ी देर देख लेने दे ये चेहरा
ज़िन्दगी भर की हसरत दिल से निकल जाने दे
आ: वक़्त थोड़ा सा …

कि: तेरी मासूम जवानी का है एहसास मुझे
फिर भी बैठा ले घड़ी भर के लिए पास मुझे
ओ रानी
आ: तन की दूरी न रहे मन का मिलन हो सच्चा
प्यार की आग में तन-मन बिखर जाने दे
वक़्त थोड़ा सा …

तेरी बाँहों का कँवल चूम लूँ तो चैन मिले राजा
तेरी बाँहों में ज़रा झूम लूँ तो चैन मिले राजा
कि: चन्द घड़ियाँ मिल गईं जो ज़िन्दगी से हमको
अपनी बाँहों की पनाहों में गुज़र जाने दे
दो: वक़्त थोड़ा सा …

ā: vaqt thoṛā sā abhī kuchh aur guzar jāne de
dil meṅ uṭhtā huā tūfān ṭhahar jāne de
ki: aur thoṛī der dekh lene de ye chehrā
zindgī bhar kī hasrat dil se nikal jāne de
ā: vaqt thoṛā sā …

ki: terī māsūm javānī kā hai ehsās mujhe
phir bhī baiṭhā le ghaṛī bhar ke lie pās mujhe
o rānī
ā: tan kī dūrī na rahe man kā milan ho sachchā
pyār kī āg meṅ tan-man bikhar jāne de
vaqt thoṛā sā …

terī bāṇhoṅ kā kṇval chūm lūṇ to chain mile rājā
terī bāṇhoṅ meṅ zarā jhūm lūṇ to chain mile rājā
ki: chand ghaṛiyāṇ mil gaīṅ jo zindgī se hamko
apnī bāṇhoṅ kī panāhoṅ meṅ guzar jāne de
do: vaqt thoṛā sā …