वक़्त करता जो वफ़ा आप हमारे होते
वक़्त करता जो वफ़ा आप हमारे होते
हम भी ग़ैरों की तरह आप को पयारे होते
वक़्त करता जो वफ़ा …
अपनी तक़दीर में पहले ही कूछ तो ग़म हैं
और कुछ आप की फ़ितरत में वफ़ा भी कम है
वरन जीती हुई
वरन जीती हुई बाज़ी तो ना हारे होते
वक़्त करता जो वफ़ा …
हम भी प्यासे हैं ये साक़ी को बता भी न सके
सामने जाम था और जाम उठा भी न सके
काश ग़ैरत-ए- महफ़िल के न मारे होते
वक़्त करता जो वफ़ा …
दम घुटा जाता है सीने में फिर भी ज़िंदा हैं
तुम से क्या हम तो ज़िंदगी से भी शर्मिन्दा हैं
मर ही जाते जो न यादों के सहारे होते
वक़्त करता जो वफ़ा …
vaqt kartā jo vafā āp hamāre hote
ham bhī ġhairoṅ kī tarah āp ko payāre hote
vaqt kartā jo vafā …
apnī taqdīr meṅ pahle hī kūchh to ġham haiṅ
aur kuchh āp kī fitarat meṅ vafā bhī kam hai
varan jītī huī
varan jītī huī bāzī to nā hāre hote
vaqt kartā jo vafā …
ham bhī pyāse haiṅ ye sāqī ko batā bhī na sake
sāmne jām thā aur jām uṭhā bhī na sake
kāśh ġhairat-e- mahafil ke na māre hote
vaqt kartā jo vafā …
dam ghuṭā jātā hai sīne meṅ phir bhī ziṅdā haiṅ
tum se kyā ham to ziṅdgī se bhī śharmindā haiṅ
mar hī jāte jo na yādoṅ ke sahāre hote
vaqt kartā jo vafā …